How To Activate GST In Tally ERP 9 | Tally ERP 9 Me GST Activate Kare.
Hey Guy's
Jesa ki aap log jante hai ki 1 July ke baad se GST (Goods and Service Tax) All over India me lagu ho gaya hai or India me GST ke sath kya huya Billing GST or other Popular Accounting Software's se hoga but GST Software Locally Available nahi hone ke karan GST Billing banane me muskil ho rahi hai but ab aap Popular Accounting Software Tally se bhi GST Billing kar sakte hai because Tally ek most Popular Accounting Software hai .
Read Also : PC Games Download Karne Ki Top 5 Websites 2017.
Tally se GST Billing karne ke liye aap ko Tally ka Latest Software Tally ERP 9 Release 6 ko Download karna hoga Download karne ke liye niche diye gaye Download per click kare or niche diye gaye Steps ko Follow kare.
⇨ How To Activate GST In Tally ERP 9 | Follow This Steps :-
1. Tally ERP 9 Software Download karne ke baad Install kare.
2. Tally me apni Company Open kare jisme aap ko GST Activate karni hai.
3. "Gateway of Tally" per jaye or Press kare F11 button then Press F3 button ab aap "Statutory and Taxation" me enter honge.
4. Statutory and Taxation window me aap ko first option "Enable Good and Service Tax (GST)"show hoga उसे Enable kare Enable karne ke liye "Y" (Yes) press kare.
6. Last option me apni Company ka PAN card no. enter kare.
* Now Tally ERP 9 me GST Activate ho chuki hai.
I hope ab aap ko pata chal gaya hoga ki Tally ERP 9 me GST Activate kaise karte hai agar aap ko fir bhi GST activate karne me koi Problem ho rahi hai to aap hume Comment kar ke bata sakte hai agar aap ko ye post usefull lagi to aap Social media pe apne Friend's ko bhi Share kar sakte hai.
Share
........Keep Sharing.......Keep Supporting......Thank You.......
* Now Tally ERP 9 me GST Activate ho chuki hai.
I hope ab aap ko pata chal gaya hoga ki Tally ERP 9 me GST Activate kaise karte hai agar aap ko fir bhi GST activate karne me koi Problem ho rahi hai to aap hume Comment kar ke bata sakte hai agar aap ko ye post usefull lagi to aap Social media pe apne Friend's ko bhi Share kar sakte hai.
Share
........Keep Sharing.......Keep Supporting......Thank You.......
ek hi saman ko customer or retailer ko tally per kaise beche,kya iske liye alag se bill katna parega
ReplyDeletenice
ReplyDeleteThanks Rohit
DeleteGood work,kEEp it up.
ReplyDeleteTally ERP 9 License + Crack Setup Free Download
Thanks Javedalyani
DeleteI just see the post i am so happy to the communication science post of information's.So I have really enjoyed and reading your blogs for these posts.Any way I’ll be replay for your great thinks and I hope you post again soon...
ReplyDeleteBilling Software in chennai
Ok Dhivya Ravi
Delete