Paytm Launched Paytm Payments Bank | Paytm Payments Bank Ki Puri Jankari - Tech To More (T.T.M)

Breaking

Thursday, 25 May 2017

Paytm Launched Paytm Payments Bank | Paytm Payments Bank Ki Puri Jankari

Paytm Launched Paytm Payments Bank | Paytm Payments Bank Ki Puri Jankari
Aab nahi dikhega Paytm Wallet Paytm ne kya Paytm Payments Bank Launched or jaane Paytm Payments Bank ki puri jankari in hindi.                                               

Friends aap log Paytm to jarur use karte honge per aab aap ne suna hoga ki Paytm Payments Bank Launched kar raha hai agar aap ko nahi pata tha to aap ko bata de ki Paytm ne aab Paytm Payments Bank Launched kar diya hai per logo ko Paytm Payments Bank ke baare me pata nahi chal paa raha hai isliye aaj ki iss post me hum aap ko Paytm Payments Bank ki puri jankari denge.   
                               
Paytm ki Puri jankari lene ke liye aap ko 5 minute relax hoke ye post puri padni hogi or agar ye post padne ke baad aap ke dimag me koi bhi question aye to aap hume comment kar ke jarur puche chaliye aap ka jada time na lete huye Paytm Payments Bank ke baare me Start karte hai.

Kuch log soch rahe hai ki Paytm close ho raha hai lekin yesa kuch nahi hai Paytm apne Paytm Wallet ko utha ke Paytm Payments Bank me convert ho rahi hai.                                                        
Image By Soft Bank
Paytm Payments Bank India ka No.3 Digital Bank hai aap ko bata de ki Soft Bank Japanese ki company ne Paytm Payments Bank ki service me 9079 crore ki investment ki hai. 
Images By Paytm
Sabse phele aap ko hum bata de ki Paytm apna Paytm Payments Bank ka ek Physical Branch Delhi Open karega jinko Internet se Paytm Payments Bank ke baare nahi pata chal pata vo log Paytm Payments Bank ki Branch me jake Jankari le sakte hai or Physical Branch me aap ka Account bhi open karke denge or aap ko bata de ki Reserve Bank ne Paytm Bank ko license diya hai yani Paytm Payments Bank Reserve Bank se Approved hai.

Aab Paytm Payments Bank ke Features ke baare me baat karte hai.
              
   Paytm Payments Bank Ke Features :-                                               

1. Account Open at Zero Rupees : Paytm Payments Bank me aap Zero Rupees se account open kar sakte hai jesa ki aap jante hai ki India ke jitne bhi Banks hai un me kam se kam Rs.100 me Account open hote hai chahe vo Airtel Payment's Bank hi kyu na ho.

2. Zero Transactions : Paytm Bank me aap ko Zero Fee Transaction milta hai or agar aap ka Saving account hoga to aap ko 4% ka Interest milta hai.

3. 1 lakh Deposit : Paytm Payment's Bank me aap 1 lakh tak ki Deposit kar sakte hai RBI ne ye 1 lakh tak ka amount hi pass kya hai chahe aap vo 1 lakh ek sath deposit kare ya dheere - dheere bhi 1 lakh hi deposit ho sakte hai.

4. Physical & Virtual card :  Paytm Payments Bank Physical & Virtual cards dega ye 2 card aap India ke kisi bhi ATM me use kar sakte hai or Paise bhi with draw kar sakte hai lekin agar aap Virtual card use karte hai to aap ka koi charge nahi lagega lekin agar aap Physical card use karte hai to aap ka kuch charge lagega.
                                  
5. No Transaction Charges : Jesa ki aap jante hai ki hum agar ek jagha se dusri jagha Transaction karte hai to humara kuch charge cut ta hai lekin Paytm Payment Bank me Transaction bilkul free hai.

6. No Loan : Paytm Payments Bank aap ko Loan nahi dega.

7. Paytm Payments Bank Offer : Agar aap Paytm Payments Bank me Rs.25000 tak ka deposit karte hai to aap ko Rs.250 Cashback milega aab aap ye soch rahe honge ki ye to bohot kam hai lekin kya pata age chal ke Paytm kuch ache Offer bhi dede.

8. Paytm Payments Bank Online : Agar aap ko Paytm Payment Bank ke baare me jankari hai to aap ghar bethe bethe Online sab kuch open kar sakte hai lekin agar aap ko kuch samaj nahi ata to Paytm ne apni Physical Branches to open kar hi rakhi hai aap vaha bhi ja sakte hai.

Aab aap ko Paytm Payment's Bank ke baare me jankari mil hi gayi hogi lekin agar aap ko iss post se related kuch puchna ho to aap comment karke puch sakte hai.

Agar aap ko is post se kuch bhi knowledge mili ho to aap iss post ko Social Media per apne Friends ko bhi Share kar sakte hai apne Friends ko Social Media per Share karne ke liye niche diye gaye Facebook ke Symbol per click kare.

2 comments:

  1. Customer care helpline number.
    __6206809546/6291633469
    Any problems call my agent (24*7) hours available
    Contact hair
    Toll free -1800300800
    Contect hair-7047303458
    Online problem balance deducted and balance pending and any problems call my assistance
    Contact hair-7063539605/7047303458

    Head office Number -6291633469
    Online
    All-india contact hair all thise number
    Contact hair-7047303458
    __
    Customer care helpline number
    Contact hair-8670530538/6291633469

    _____

    Customer care helpline number.
    __6206809546/6291633469
    Any problems call my agent (24*7) hours available
    Contact hair
    Toll free -1800300800
    Contect hair-7047303458
    Online problem balance deducted and balance pending and any problems call my assistance
    Contact hair-7063539605/7047303458

    Head office Number -6291633469
    Online
    All-india contact hair all thise number
    Contact hair-7047303458
    __
    Customer care helpline number
    Contact hair-8670530538/6291633469

    _____

    Customer care helpline number.
    __6206809546/6291633469
    Any problems call my agent (24*7) hours available
    Contact hair
    Toll free -1800300800
    Contect hair-7047303458
    Online problem balance deducted and balance pending and any problems call my assistance
    Contact hair-7063539605/7047303458

    Head office Number -6291633469
    Online
    All-india contact hair all thise number
    Contact hair-7047303458
    __
    Customer care helpline number
    Contact hair-8670530538/6291633469

    ReplyDelete
  2. New web site is looking good. Thanks for the great effort. Antonio Vega Quimagro

    ReplyDelete

Post Bottom Ad

Responsive Ads Here

Pages